Kis Qadar Haseen Manzar Hai November Ki Ye Sard Shaam Hai Aur Teri Yaad Hai Mujhe Rula Deti Hai
Meri 'Chahat' Ka Is Tarhan Mazaq Na Bana, Ke Teri "Ankhain" Hi Taras Jayn Mujy Dekhany Ke Liay..!
Sab Kuch Luta Diya Tere Ishq Mein, Kambakht Aansu Hi Hain Jo Khatam Nahi Hote...!
Aankh Pur-num, Ashq Zam Zam Sans Madham, Waqt Hai Kam Wasl Rahat, Hijr Matam Aah Nikle, Mout Ma
Dil Na-Umeed To Nahi Nakaam Hi To Hai Lambi Hai Gham Ki Shaam Magar Shaam Hi To Hai...
Tum Ne To Keh Diya Ke Mohabbat Nahi Mili Mujh Ko To Ye Kehne Ki Bhi Mohlat Nahi Mili Neendon Ko
Pani Pani Kar Gyi Mujh Ko Qalandar Ki Ye Baat Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay, Na Mann Tera Na Tann
Koi To Ho Jo Aa K Sambhale Mujh Ko Apni Palkon Pe Apne Dil Main Basa Le Mujh Ko Reza Reza Hai Me
Chahta Hun Me 'Munir' Is Umer K Anjam Par Aik Aisi Zindagi Jo Is Qadar Mushkil Na Ho...
Aag Aisi Lagi Thi Seenay Main Aankh Se Dil Main Wo Utar Na Saka...
Chalo Chalain Kahin Ek Naya Jahan Dhoondein Ghamon Se Door Bohat Koi Aasman Dhoondein Bahar
Bohat Takleef deti hain, teri Yaadein teray Qisay, teri baatein, Faqat itna hi kehna hai, k loat
Usy Rokte Bhi To Kis Tarha K Wo Shakhs Itna Ajeeb Tha Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se Kabhi Ashk Se
Bikhray Baal Surkh Aankhain! Zard Chehra! Kon Ho Tum.. Aaj ApNe Hi AksS Se Ye SawaaL PUch Bait
Wo Jo Haal Tha Wohi Haal Hai, Kahon Kis Tarhan Naya Saal Hai Wohi Zindagi Ke Wabaal Hai, Kahon Kis
Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi Hain Kam Kitni Ameer Hoti Hain Ankhen Ghareeb Ki...
Ab Koi Mujh Ko Dilaye Na Mohabbat Ka Yaqeen, Jo Mujh ko Bhool Na Sakte They, Wohi Bhool Gaye…
Zindagi Ke Safar Mein, Gardishon Ki Dhoop Mein Jab Koi Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa…
Mujrim Tera Par Me Bewafa Nahi Tu Chahat Hai Meri Tujhe Pata Nahi Mana K Jurm Mene Kiya Tha Ma
Aansu Bhi Ab Meri Ankh K Khushk Ho Gaye Tu Ne Mere Khaloos Ki Qeemat Bhi Cheen Li...
Kabhi To Aisa Bhi Ho Ke logon Ki Baat Sun Kar Meri Taraf Tum, Raqabtoon Ki Jalan Mein Aao….!!
Wo Shakhs Jis Ki Yaad Me Ankhain Pighal Gain Chup Chap Mere Pas Se Ho Kar Guzr Gaya...
Sehraa K Samandar Pe Pyasa Khara Tha Main Phir Teri Yaad K Ashkon Ne Honton Ko Choo Lia...
Wo Jo Paband Hai Namazon Ki Us Ki Aankhon Ne Kar Diya Kafir...
Ansu Bhi Hain Ankhon Me Duaaen Bhi Hain Lub Par Bigre Hue Halaat Sanwar Kiun Nahi Jate...
Ye Aansuon Ki Zakat Mujh Pe Hi Farz Kiun Wo Bhi To Kuch Adaa Kare Muhabbat Usy Bhi Thi...
Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny Ki Aadat Ho Gai, Jo Na Hona Tha Kabhi Wo Rafta Rafta Ho Gaya Mojaza
Na Tujh Ko Khabar Hui Na Zamana Samajh Saka Hum Chupke Chupke Tujh Par Kayi Bar Mar Gaye...
Hum Rone Pe Aa Jaen To Dariya Hi Baha Den Shabnam Ki Tarha Se Humen Rona Nahi Aata...
Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny Ki Aadat Ho Gai, Jo Na Hona Tha Kabhi Wo Rafta Rafta Ho Gaya Mojazan
Me Ek Ansoo Hi Sahi Hun Bohat Anmol Magar Yoon Na Palkon Se Gira Kar Mujhe Matti Me Mila...
Mery marny pr roye gay sab.. Mery rony pe koi nahi marta..
Hazaron Khawab Aankhon Me Saja Kar Kuch Nahi Milta...
Aur Kuch Nahe Hota To Bhari Barish Main.. Tujh Se Bichry Huye Raaston Par Safar Krta Hon...
Kal Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi, Aur Hum Bhi Teri Yaad Mein Dil Khool Ke Roye…
Chor kar jana itna hi zarori tha to kam az kam apni yadon ko bhi bewafayi sikha kar jate
Mujh Ko ilm-e-Rasa Dia Tu Ne Mujh Ko Taufeeq-e-Amal De Ya Rab Dikha De Jalwa-e-Manzil Mujh Ko M
Sunta hon ab kisi se wafa kr rahe hain wo.. Aye Zindagi Khushi se kahen mar na jaon main...
Koi To Dard Ki Had Ho Jahan Ye Dil Thehre Kahin To Chaaon Ho Aisi K Dum Lia Jaye Bikhar Bikhar S
Kuch Mar Sa Gaya Hai Andar Mere Ab Mera Dil Hasratain Nahi Karta...
Jahan Tum Muyassar Nahi Hote Wahan Muskurana Azaab Lagta Hai...
Tum Beshak Le Lo Jaan Meri, Be-chain Rakho Din Raat Mujhe, Tarsaya Kro Tarpaya Karo, Chahe
Yeh Meri Zaat Ki Sab Se Bari Tamanna Thi, Kaash! Ke Woh Mera Hota, Mere Naam Ki Tarhan...
Hum Se Milte Hain To Milte Hain Jhuka Kr Ankhen Na Jane Wo Phir Kis K Liye Rakhte Hain Saja Kr An
Ager Manzil Juda hai To Jane Do Mjhko,, Lout K Kab Aao Ge Pochte Kyun ho...!!!
Jo Zabaan Se Bayan Nahi Hote Unhi Lafzon Se Ashq Bante Hain...
Ab Mujhe Kon Jeet Sakta Hai Tu Mere Dil Ka Akhari Dar Tha...
Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi Tanhai Hai, Teri Aankhain Mere Khawabon Se Kitni Milti Julti Hain
Ρhool Khilen ge Gulshan Mein Khoobsurti Nazar Αaye gi Βeete Saal Ki Κhatti Meethi Yaadein Sung
Yaado Ki Kitabo Ko Samnay Rakh Kr Meri Eiden Band Kamray Me Guzr Jati Hain یادوں Ú©ÛŒ کتØ