Ranj e firaaq e yaar main ruswaa nahin hua, Itna main chup hua ke tamasha nahin hua, Aesa safar ha
Mehfil ar’aa they magar phir kam‘numaa ho geya they, Dekhtey hi dekhtey hum kya se kya ho gaye
Khawb hote hain dekhne ke liye, In main ja kar raha na karo..
Ashk-e-ravaan ki nehr hai aur hum hain dosto, Uss bewafa ka shehr hai aur hum hain dosto, Yeh ajna
Apne ghar ko wapis jaao ro ro kar samjhaata hai, Jahaan bhi jaaun mera saaya peeche aata hai, Us k
Aayina ab judaa nahin karta, Qaid mei hoon rihaa nahin karta, Mustaqil sabr mei hai koh-e-giraan,
Kitaab-e-zeest ka ek aur baab hatam hua, Shabaab hatam hua, azaab hatam hua..
Apni hi tegh-e-adaa se aap ghaayal ho geya, Chaand ne paani mein dekha aur paagal ho geya, Woh hav
Ye Laaali Ye kjal Aur Zlfain B khuli khuli Tm Yonhi Jaan Mang Lte Itna Ihtmaam q? ?
Apna to yeh kaam hai bhai dil ka khoon bahate rehna, Jaag jaag kr in raaton mei sher ki aag jalaate
Dil ka saffar bas ek hi manzil pe bas nahin, Itnaa khayaal uss ka humen iss barass nahin, Dekho gu
Janta hoon aik aese shakhs ko mein bhi Munir, Gham se pathar ho geya lekin kabhi roya nahin..
Aayina ab juda nahin karta, Qaid main hoon rihaa nahin karta, Mustaqil sabr main hai koh-e-giraan,
Be-khayaali mei yunhii bas ik iraada kar liya, Apne dil ke shauq ko hadh se zeyaada kar liya, Jaan
Bechain bohat phirna ghabraye huye rehna, Ik aag si jazbon ki dehkaaye huye rehna, Chalkaaye huye
Dil Jal Raha Tha Gham Se Magar Nagmagar Raha Jab Tak Raha Main, Saath Mere Yeh Hunar Raha Subah-E-
Hum kisi ko apne amaal ka hisaab kya dete ? Sawaal saaray ghalat the jawaab kya dete ? Kharab sadi
Shikwa karen to kis se shikayet karen to kya, Ik raayegaan amal ki reyazat karen to kya, Jis sheyy
Aur hain kitni manzilain baaki, Jaan kitni hai jism main baaki, Zinda logon ki buud-o-baash mei ha
Gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin, Tuu ne mujhe ko khho diya maine tujhe khoya nahin,
Ik aaalam-e-hijraan hi ab hum ko pasand aaya, Yeh khaana-e-viraaan hi ab hum ko pasand aaya, Benaa
Laazim nahin ke us ko bhi mera khayal ho, Mera jo haal hai wohi uss ka bhi haal ho, Koi khabar khu
Yeh kesa nasha hai main kis ajab khumar main hoon, Tu aa ke ja bhi chuka hai main intezar main hoon
Beth jaata hai woh jab mehfil main aa ke saamne, Main hi hota hoon uss ki iss adaa ke samne, Tez t
Saaya-e-Qasr-e-Yaar Mein Baitha Mein Tha Apnay Khumaar Mein Baitha Os Ka Aana Tha Khwaab Mein Aana
Ik taizz teer tha ke lagaa aur nikal geya, Maari jo cheekh rail ne jungle dehall geya, Soyaa hua t
Keh bhi de ab woh sab baaten, jo dil me posheeda hain, saare roop dikha de mujh ko, jo ab tak naa
Dil ajab mushkil mei hai ab asal raaste ki taraf, Yaad peeche kheenchti hai aas aagey ki taraf, Ch
Hamesha dair kar deta hoon main Zaroori baat kehni ho Koi wada nibhana ho Use awaz deni ho Use w
Awaaz de ke dekh lo shaayed woh mil hi jaaye, Warna yeh umr bhar ka safar raayegaan to hai..