Mere ashkon ne kayi aankhon mein jal-thal kar diya, Aik paagal ne bohat logon ko paagal kar diya,
Chamakte lafz sitaaron se chheen laaye hain, Ham aasmaanon se ghazal ki zameen laaye hain, Woh aur
Isse samaan-e-safar jaan yeh jugnuu rakh le, Raah mein teergi ho gi mere aansuu rakh le, Tuu jo ch
Ghar se yeh soch ke niklaa hoon ke mar jana hai, Ab koi raah dikhaa de ke kidhar jaana hai, Jism s
Choom Kar Kafan Mai Lipte Mere Chehre Ko Usne Tarap Kar Kaha, , Naye Kapre Kya Pehen Liye Hamain De
Jaa ke yeh keh de koi sholon se chingaari se, Phool is baar khile hain barri tayaari se, Apni har
Iraada tha ke main kuch dair tufaan ka maza leta, Magar bechaare darya ko utar jaane ki jaldi thi..
Charaaghon ka gharaana chal raha hai, Havaa se dostaana chal raha hai, Jawaani ki hawaayen chal ra
Jab kabhi phoolon ne khushbuu ki tijaarat ki hai, Pate pate ne havaaon se shikayat ki hai, Yuun la
Kahin akele mei mil kar jhinjorr duun ga ussay, Jahaan jahaan se woh tuutta hai jorr duun ga ussay,
Faisle lamhaat ke naslon pe bhaari ho gaye, Baap hakeem tha magar bette bhikaari ho gaye, Deviyaan
Haath khaali hain tere sheher se jaate jaate, Jaan hoti to meri jaan luttaate jaate, Ab to har haa
Andar ka zeher choom liya dhhul ke aa gaye, Kitne shareef log they sab khhul ke aa gaye, Suuraj se
Aankh me paani rakho hontton pe chingaari rakho, Zinda rehna hai to tarkeeben bohat saari rakho, R
Ajnabi khawhishen seene me dabaa bi na sakoon, Aese zidii hain parinde ke urraa bhi na sakoon, Pho
Kaam sab ghair-zaroori hain jo sab karte hain, Aur hum kuch nahin karte hain ghazzab karte hain, A
Bemaar ko maraz ki davaa deni chahiye, Main peena chahta hoon pilaa deni chahiye, Allah barkaton s